Hearts_Princess (11-09-2009)
Chalay Wo Kadam Kadam Jo Saath Mere
To Us Kay Saath Say Pyaar Ho Jaye
Thamay Jo Pyaar Say Haath Mera
Tu Apnay Hi Haath Say Pyaar Ho Jaye
Jis Raat Aye Khuwabon May Wo
Us Suhaani Raat Say Pyaar Ho Jaye
Jis Baat Main Aye Zikar Us Ka
Tu Ussi Baat say Pyaar Ho Jaye
Jab Pukaray Pyaar Say Naam Mera
Tu Apnay Hi Naam Say Pyaar Ho Jaye
Hota Hai Itna Khubsurat Ye Pyaar Ager
Tu Kaash !!
Usay Bi "GhaZaL" k Pyaar Say Pyaar Ho Jaye ...
HamarY bad nahi aYega unhe chahat ka esa maza
Woh loogon saY kehtY phireY gain mujhY chahoo uski tarha
Hearts_Princess (11-09-2009)
ussay be GHAZAL kay piyar say piyar ho jay
jusssssssssssssst beautiful
awesome one
shukriyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa;p
HamarY bad nahi aYega unhe chahat ka esa maza
Woh loogon saY kehtY phireY gain mujhY chahoo uski tarha
first time I agree with evo
very nice..............
hahahaha princess thannnnnnnnnnnnx yar
n prince aap ka b
HamarY bad nahi aYega unhe chahat ka esa maza
Woh loogon saY kehtY phireY gain mujhY chahoo uski tarha
Bookmarks