Similar Threads:
- Your Favorite Poetry & Poet | Replies: 2">Nazam From Parveen Shakir
- Cool SMS World | Replies: 31">My Poetry SmS Collection
- Your Favorite Poetry & Poet | Replies: 30">Ahmed Faraz Poetry Collection..!!!
- [ Poetic SMS ] Cool SMS World | Replies: 6">Poetry Sms Collection...
- Your Favorite Poetry & Poet | Replies: 2">Aitbar Sajid Poetry Collection..!!!
Barish hue to phoolon k tun chaak ho gaye
Mausam k haath bheeg k sufaak ho gaye
Badal ko kia khabar k barish ki chah mein
kitnay buland-o-bala shajar Khak ho gaye
Jugnoo ko din k waqt pakarnay kay zid karein
Bachay hamaray ehud k chalak ho gaye
Lehra rahi hai burf ki chadar hata k ghass
Suraj ki sheh pay tinkay bhi, bay-bak ho gaye
Suraj dimag loog bhi iblaag-a-fikr mein
Zulf-a-shab-a-firaaq k pechaak ho gaye
Jab bhi Gareeb-a-shehar say kuch guftagu hue
Lehjay hawa-a-shaam k num-naak ho gaye
Sahil pay jitnay aab guzeeda thay sab kay sab
Dariya kay rukh badaltay hi tay-raak ho gaye
Chehra mera tha nigahain uski
khamoshi main bhi woh baatain us ki
meray chehray pe ghazal kehti gain
shair kehti hoi ankhain us ki
shookh lamhoon ka pata dainay lagin
taiz hoti hoi saansain us ki
aisay mausam bhi guzarain hum nay
subhain jab apni thin shamain us ki
faisla mauj-e-hawa nay likha...
andhian meri baharain us ki
neend is sooch say toti aksar
kis tarah kat ti hain raatain us ki
door reh ker bhi sada rehti hain
mujh ko thamay hoay banhain us ki
very nice collection janab zabar10
Pakistan Cricket Sucks !!!
Pakistan Cricket Team and PCB officials should be handed over to the people of Sialkot![]()

wah G wah Allah ki meharbani tu dekh ag poetry section par bahar aaya hai
dekho tu inne piyaari piyaari posting bht khoob bhai v.gud:yes:
aww bhai zaberdast really nice poetry parveen shakir ki tu bat hi alag hai
Humain Sukoon Tha Barbaad Ho Kai Rehne Main..........So Apnay Haath Sai Hum apna Ashiyaan Jala K Rahay
and
Chehra mera tha nigahain uski
khamoshi main bhi woh baatain us ki
meray chehray pe ghazal kehti gain
shair kehti hoi ankhain us ki
shookh lamhoon ka pata dainay lagin
taiz hoti hoi saansain us ki
aisay mausam bhi guzarain hum nay
subhain jab apni thin shamain us ki
faisla mauj-e-hawa nay likha...
andhian meri baharain us ki
neend is sooch say toti aksar
kis tarah kat ti hain raatain us ki
door reh ker bhi sada rehti hain
mujh ko thamay hoay banhain us ki
and
Barish hue to phoolon k tun chaak ho gaye
Mausam k haath bheeg k sufaak ho gaye
Badal ko kia khabar k barish ki chah mein
kitnay buland-o-bala shajar Khak ho gaye
Jugnoo ko din k waqt pakarnay kay zid karein
Bachay hamaray ehud k chalak ho gaye
Lehra rahi hai burf ki chadar hata k ghass
Suraj ki sheh pay tinkay bhi, bay-bak ho gaye
Suraj dimag loog bhi iblaag-a-fikr mein
Zulf-a-shab-a-firaaq k pechaak ho gaye
Jab bhi Gareeb-a-shehar say kuch guftagu hue
Lehjay hawa-a-shaam k num-naak ho gaye
Sahil pay jitnay aab guzeeda thay sab kay sab
Dariya kay rukh badaltay hi tay-raak ho gaye
and
and
tum mujhko gurya kehte ho
theek hee kehte ho
khailne walay sabb hathon ko mai gurya hee lagti hon
jo pehna do mujh pe sajay ga
mera koi rang nahin
jiss bachay ke hath thama do
meri kisi se jang nahin
maang bharo saindoor lagao
pyar karo aankhon mein basao
aur jabb dil bhar jaye tou
dil se utha ke taaq mein rakh do
tum mujhko gurya kehte ho
theek hee kehte ho!!!
and
and
meri kafi fav shaera hain ye
i have a lot of her poems

Bookmarks